Category Masail

Abhi jo aankh ki bimari faile huvi hai

jisme aankh dukhti hai aur aankh se pani nikalta hai. Jisse wuzu toot jata hai, to aise surat mein JUMMA ki namaz ka kya hukm honga. Kyun ke agar aankh se pani band hone ka intezar karenge to JUMMA ki…

Adam Alaihis salaam ki baayein phasli se

Hazrat e Hawwa ko paida farmaya gaya. Aur ye mash hoor hai har aurat apne SHOHAR ki phasli se bani hai. Kya ye sahi hai? Jawab: Hazrat hawwa رضی اللہ تعالٰی عنہا se Mutalliq ye baat durust hai. Yaani Aurat…

Gayab ki namaz e janaza

Agar koi Madina Shareef mein mar jaayein toh India mein uski namaz e janaza pad na kaise hai? Agar imaam ke aage muqtadi namaz pad rahe hai us hi imaam piche. Toh namaz hue, ya nahi muqtadi aur imaam ki?…

Mor Parinda khana ya uske par ka kya hukm hai

Suna hai shafai mein is parinde ka par Napak hai or uska khana halal. Maqool mein janwaro mein nahi. Lekin iska Hukm Hanafi hazrat mein kya hai? Jawab: Mor Halal Janwaro mein se hai. Yaani Maakool e Lahm hai. Khalifa-E-Huzoor…

Kufi ka matlab kya hota hai

Aur agar koi shaks kisi ko kufi kahein, to us par kya hukm hai? Jawab: Kufa ke rehne walo ko kufi kaha jaata hai. Kisi ko kufi kehne mein harj nahi, jab ke Gaali ke taur par na kaha jaayein.…

Jo sakhs dadhi katwaye usko imamat karna kaisa hai

Jawab: Agar darhi katarwa kar hadd e shara se kam rakhta hai, to fasiq hai aur us ke peeche Namaz Makrooh e tahrimi wajib ul iaada (repeat) hai. Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi Khadim Dar al-Ifta Ridawi…

Magrib ki Namaz ke dusre qaide mein Atahiyat

ke baad durood shareef padne per Kya Sajda Sahw karna zaroori hai? Jawab: Agar Durood sharif Sayyidina Muhammadin tak parh liya, to sajda e sahw wajib hai. Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi