Aaj kal log 10wa 20wa 40wa mein logo ko bulate hain aur unke isaal e sawab ko ek book mein likhte hain. Kya aisa karna sahi hai?
Jawab:
Isaal e sawab ki niyyat se jo kuch neki ki gayi hai use ek jagah likhna ke faatiha ke waqt un sab nekiyon ka isaal kiya jaaye is mein harj nahin.
والله تعالى اعلم
○●●●●●●●●●●●●○
Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Dilshad Ahmad Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi…
Read More...