Category Namaz

Abhi jo aankh ki bimari faile huvi hai

jisme aankh dukhti hai aur aankh se pani nikalta hai. Jisse wuzu toot jata hai, to aise surat mein JUMMA ki namaz ka kya hukm honga. Kyun ke agar aankh se pani band hone ka intezar karenge to JUMMA ki…

Namaz mein Cheenk Aaye aur Alhamdulillah

Itna Zoor Se bole Ke Apni Kano Tak Sunai de. To Aisa Karna Sahi Hai? Jawab: Namaz mein Chheenk aayein to jawab na de. Lekin agar kisi ne apni chheenk ka jawab Alhamdulillah keh kar de diya, to Bhi Namaz…

J𝚞𝚖𝚎 𝚔𝚒 𝚗𝚊𝚖𝚊𝚣 𝚖𝚎in 𝙰𝚔𝚑𝚒𝚛 𝚔𝚒 𝚁𝚊𝚔𝚊𝚝 𝚖𝚒𝚕𝚒 𝚒𝚜 𝚜𝚞𝚛𝚊𝚝 𝚖𝚎in 𝚓𝚞𝚖𝚎 𝚔𝚒 𝚗𝚊𝚖𝚊𝚣 𝚔𝚊 𝚔𝚢𝚊 𝚑𝚞𝚚𝚖 𝚁𝚊𝚑𝚎𝚐𝚊

Jawab: Mazkoora shakhs imam ke salam pherne ke baad apni baqiya namaz mukammal kar le. To goya use jumuah ki Namaz mil gayi, magar khutba mein gair hazri ki waja se barkato se mahroom reh gaya. Khalifa e Huzoor Tajushshariah…

Jumma Namaz Ki Jamat Kayam Karne Ke Liye

Imam Ke Alawa Kam Se Kam Kitne Mard Hone Chahiye. Tab Jumma Hogi? Jawab: Jamat: Imam Ke Alawa Kam Se Kam 3 Mard Hone Chahiye. Agar 3 Gulam, Ya Musafir, Beemaar, Ya Gunge, Ya Anpad Muqtadi Ho. To Jummah Ho…

Sajda e Sahw Kab Wajib Hota Hai?

Jawab: Jo Baatein Ki Namaz Mein Wajib Hai, Unmein Se Kisi Ek Ke Bhool Kar Chooth Jaane Se Sajda e Sahw Wajib Hota Hai. Jaise Farz Ki Pehli, Yaa Doosri Rakat Mein Alhumdu, Ya Surat Padhna Bhool Gaya. Ya Sunnat…