Ek Aurat ke talaq ko 5 saal ho gaye or unko ek beti bhi hai. Lekin abhi tak unhone iddat nahi ki or ab kuch hi dino mein unki Nikah tai hui hai.
To kya ab Iddat karni padegi or agar iddat nahi ki, to kya Nikah durust hoga? or unke nikah mein shareek hona kaisa?
Jawab:
Talaq ke baad agar wo apne shauhar se alag rehne lagi, to ab Kisi aur se Nikah ho sakta hai.
Haan iddat mein jo baatein wajib thi use nahi ki to gunahgar hogi.
Wa-Allahu…
Read More...