Magar Hazrat Yeh Sahi Hai Kya Ki Imam E Hussain Ne 40 Shadiya Ki Thi Unki 40 Biwiya Thi.nn4 Biwi Rakhne Ka Kya Sahi Masla Hai Zara Wazahat Se Farmaye?nnJawab:nnEk Waqt Mein 4 Biwi Se Ziyadah Nahin Rakh Sakte Maslan Zaid Ki 4 Biwiyaan Hain.nnPhir Un 4 Biwiyo Me Se 2 Talaq De Di Aur Phir Kisi Dosri 2 Auraton Se Shadi Kar Li.nnIs Soorat Mein Zaid Ki Ek Waqt Mein 4 Hi Biwi Hai Magar Us Ki Shadi Ki Tadaad 6 Ho Gayi.nnIs Misaal Ko Saamne Rakh Kar Masla Samjhein Ke Jin Buzurgon Ki Shaadi Ki Tadaad 4 Se Ziyadah Hai, Woh Isi Taur Pe Hai Yani Shadi Ki Kul Tadaad Aur Ek Waqt Mein Sirf 4 Biwi Ye Is Se Kam Rahti.nnHazrat E Imam Husain ??? ???? ????? ??? Se Mutalliq 40 Shadi Ki Riwayat Meri Nazar Se Nahin Guzri.nnAlbattah Imam E Hasan ??? ???? ????? ??? Ne Taqreeban 100 Nikah Farmaya.nn??????????????nKhalifa-E-Huzoor TajushshariahnMufti Dilshad Ahmad QadrinKhadim Dar Al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????