Hazrat Ek Dost Ki Biwi Hai. Wo Hamesha Se Shohar Ko Shadi Ke Baad Se Dara Dhamka Ke Rakhti Hai Ke Uske Waleed Or Waleeda Ko Na Mile.

Kuch Problem Ki Waja Se Dost Uske Waleed Waleeda Se Alag Rehne Chala Gaya Tha.nnGhar Chhod Ke Biwi Ko 7 Me Leke.nnBut Ab Problem Solve Ho Gaya.nnWalidain Wapis Ghar Rehne Ke Liya Bula Rahe Hai.nnTo Wife Mana Karti Ke Nahi Jana Hai Aapke Walidain Ke Waha.nnMera Dost Ab Dusri Shaadi Karna Chahata Hai.nnBut Wo You Bhi Bol Raha Hai Ki 1st Wife Bhale Jaysi Bhi Hai Usko Nahi Chodna Hai Or Dusri Bivi Koi Alag State Ya Alag Country Me Leke Rakhega.nnTo Aisa Karne Se Koi Gunah To Nahi Hoga Na?nnJawab:nnHadees E Paak Me Hai Ke Biwi Par Sab Se Zyada Haq Uske Shauhar Ka Hai Aur Mard Par Uski Maan Ka.nnKaisa Shauhar Hai Ke Usne Apni Biwi Ke Khushnoodi Ke Liye Apne Maan Baap Se Dushmani Karli.nnAgar Biwi Na Farmaan Hai Ke Shauhar Ka Hukm Nahi Maanti Zabaan Darazi Karti Hai. To Wo Faasiqh Naashizah Gunahgar Hai.nnBaher Haal Agar Dosri Biwi Ke Naan O Nafqah Sukna Par Bhi Qadir Hai Aur Nikah Ki Istetaat Rakhta Hai To Dosri Kar Sakta Hai.nn??????????????nKhalifa E Huzoor TajushshariahnMufti Maqsood Akhtar QadrinKhadim Dar Al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????

Share your love