(2) Agar Dekhne Se Musalman Lagta Hai. Per Uske Aqide Kis Tarah Ke Hai. Ye Pata Na Ho To Aise Dukandar Ki Dukan Ka Gosht Ya Chicken Khana Kaisa?nnn(3) Kya Har Chicken Ya Gosht Bechnewale Musalman Ke Aqaid Ki Tehkik Hamare Uper Zaroori Hai?nnn(4) Agar Tehkik Zaroori Hai. To Kis Tarah Kare?nnnANSWERnnnWahabiya Diyaabna Jin Ki Bad Mazhabi Hadd e Kufr Ko Pahunch Chuki Ho Un ka Zabah Kiya Hua Gosht Halal Nahi Balke Haraam Hai.nnYu Hi Agar Sunni Ne Zabah Kiya.nnMagar Us Wahabi Ne Use Apni Dukan Me Rakha Aur Kuch Der Ke Liye Bhi Agar Sunni Ki Nazar Se Ojhal Hua.nnTo Gosht Haraam Ho Jaayega, Us Ka Khana Halal NahinnLehaza Jab Ke Kisi Ke Aqeede Se Muta’lliq Mushtabeh Ho.nnTo Us Ki Dukan Se Gosht Na Liya Jaaye Aur Is Zamane Me jab Ke Badmazhabo Ki Bhi Kasrat Hai.nnAqaaid Ka Maloom Kar Lena Behtar Hai.nnTahqeeq Ho Jaaye Ke Ye Sunni Sahihul Aqeeda Hai.nnYaani Wo Dosre Firqe Baatila Ko Kaafir Samajhta Hai.nnJin Ki Badmazhabi Hadd e Kufr Ko Pahunch Chuki.nnTo Us Ki Dukan Se Gosht Lene Me Harj Nahi.nn??????????????nKhalifa-E-Huzoor TajushshariahnMufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi nKhadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????