Azaan ya takbeer dene ke waqt ek martaba hayya alas salah ya dusri koi line bolna bhool gaye.

Ya ek hi line ko do se zyada baar padhe. To azaan ke takbeer ka kya hukam hai.nnHojayegi ya wapas dohrayi jaye ?nnJawab:nnAzaan ke Tamam Kalimaat Assalaato khairum Minan Naum ke ilawa Unki Ta’dad ke sath Sharait e Azaan o Iqamat se hain ke unme se kisi ke chhut jaane par un alfaz ko dohra liya jaaye aur agar Azaan mukammal ho gayi to dobara azaan di jaaye.nnHaan agar do se zaayed martaba kalimaat e takbeer kahe to iaada (repeat) nahi.nnWa-Allahu Ta’ala A’lamnnIsi tarah agar iqamat me ek baar hi kisi kalima ko kahe to Bhi iaada (repeat) ki zarurat nahi.nn??????????????nKhalifa e Huzoor TajushshariahnMufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi AmjadinKhadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????

Share your love