Unhe istikhara nikalne ke baad pata chala ladki hogi karke. Kya woh Shakhs ne sahi kiya Aur nikalkar puchna sahi hai.
Jawab:
Allah Ta’ala Qaadir e Mutlaq hai wo jise jo chahein Ataa farmaaye.
Is tarah ki baatein jo sawal mein zikr hain un par Yaqeen o eteqaad karna Haraam hai.
Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi