Mera ek sawal Hain (term insurance) jis tarah se hum bike ka insurance karate Hain or koi claim aata Hain to hum company se claim le lete hain.

Agar koi claim ni aata hai to hamare paise khatm ho jate hain.nnTheek usi tarah insaan ka bhi insurance hota jise term insurance kehte Hain.nnInsan 50 lakh ka insurance karata Hain.nnAgar wo kisi wajha se Mar jata Hain company uski wife ko 50 lakh rupees deti hai.nnYe Paisa kaisa Hain or Hume term insurance karana chahiye ya nahi.nnInsan ke Marne ke baad uski family ko bahut pareshaniya hoti Hain.nnJawab:nnMediclaim insurance jaayez nahi ke is me kisi ke bimar hone ya marne ka yaqeen nahi aur is surat me paise zaaye hone ka qawi andesha hai.nn??????????????nKhalifa-E-Huzoor TajushshariahnMufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi nKhadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????

Share your love