Usme Sab Log Mil Kar Aam Dawat Khilate Hai. Usme Jo Khilane Wale Hai Unme Se Kuch Log Aqaid Mein Meyanar Wa Ikhtyar Karte Hai.nnYaani Ki Bad-Mazhab, Bad-Aqida, Wahabi, Ahle Hadees Wagaira Jaise Gair-Muqallideen Aur Kuch Log Sunni Saheeh-ul-Aqidaa Ahle Sunnat Wal Jamat Ke Mannewale Bhi Shahmil Hote Hai.nnToh Kya Unke Sath Samuhiq Dawat Mein Sarik Ho Sakte Hai, Ya Nahi.nnAur Kya Jo Sunni Saheeh-ul-Aqidaa Hai Woh Kya Woh Dawat Mein Shirkat Karke Khana Khaa Sakte Hai?nnJawab:nnJis dawat me wahabi deobandi bhi shareek hon, us dawat mein kisi tarah ka hissa lena na jaayez hai.nnUnse kisi tarah ka mel jol, dosti na jaayez o haraam hai.nn??????????????nKhalifa-E-Huzoor TajushshariahnMufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi nKhadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????