Agar Walidain Apne Pe Kharch Nahi Kar Shakte, To kya Yeh Bachcho Ki Nazrane Ke Taur Pe Jama Hui Raqam Bachcho Ki Zarurat Puri Karne Main Istemal Kar Shakte Hain.nnYa Walidain Parwarish Main Apni Hi Kamai Lagaye?nnAur Agar Aisi Raqam Jo Nabalig Bachcho Ki Milqiyat Hain.nnJaise Apne Bataya To Uspar Aanewali Zakat Ke Bare Main Kaun Zimmedar Rahega?nnJawab:nnWaalidain Na Baalig Bachcho ki Jama Raqam Unki parwarish Aur Zaruriyat Me Kharch Kar Sakte Hain Aur Na Baalig Par Zakat Farz Nahi.nnLehaza Jin Paiso Ka Wo Malik Hai Unki Zakat na Nikaali Jayegi.nn??????????????nKhalifa-E-Huzoor TajushshariahnMufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi nKhadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????