Jawab:nnHaan, Farz Namaz Ke Alawa Aur Is Waqto Me Azaan Di Jaati Hainn1) Bachche Aur Magmoom (Fikrmand) Ke Kaan Me.nn2) Mirgi Waale Gazabnaak Aur Badmijaaz Aadmi, Ya Jaanwar Ke Kaan Me.nn3) Saqt Ladayi Aur Aag Lagne Ke Waqt,nn4) Mayyat Ko Dafan Karne Ke Baad,nn5) Jin Ki Sarkashi Ke Waqt Aurnn6) Jungle Me Jab Raasta Bhool Jaaye Aur Koyi Bataane Wala Na Ho,nnInn Surathon Me Azaan Kehna Mustahab Hai!nnBahare Shariyat, Shaami Jild Awwal Safa 258