Woh kaun si suratein hain ki Jinko Huzoor Sallallahu Alaihi Wasallam

Jummah ki fajr aur Namaz E Jummah mein padha karte the?

Jawab:

Muslim shareef mein hai ki Rasool e Pak Sallallahu Alaihi Wasallam Jummah mein Surah Jummah aur Surah Munafiqoon padha karte the.

Al Atqan Jild 1, Safa 81

Bukhari wa Muslim shareef ki Hadees mein hai ki roze Jummah namaz Fajr mein Nabi E Kareem Sallallahu Alaihi Wasallam Surah Sajda aur Surah Dahr Padhte the.

Khazainul irfan Page 21, Ruku 16nAl Atqan Jild 1, Safa 81

Share your love