Ek Jalse ke title mein Likha huwa tha ke JASHN-E-SHAHEED-E-AZAM.

Kya Shaheed-E-Azam ke aage jashn likhna sahi hai?

Jawab:

Jashn ka maana khushi hai, usi tarah jashn ba maana Zikr o ijlaas bhi hota hai.

Magar is tarah kehne se bachein ke awam mein fitna ho.

Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi

Share your love