Juma Ke Khutba Mein Kitni Baatein Sunnat Hai ?

Jawab:nnJuma Ke Khutba Me Unnees (19) Baatein Sunnat Hai.nn1) Khutba Padhne Wale Ka Pak Hona.nn2) Khade Hokar Khutba Padhna.nn3) Khutba Se Pehle Khutba Padhne Wale Ka Baithna.nn4) Khutba Padhne Wale Ka Mimbar Par Hona.nn5) Aur Sunne Walo Ki Taraf Muhnn6) Aur Qibla Ki Taraf Peeth Hona.nn7) Hazir Rehne Walo Ka Khutba Padhne Wale Ki Taraf Mutawajjoh Hona.nn8) Khutba Se Pehle Aauzu’Billah Aahista Padhna.nn9) Itni Buland Aawaz Se Khutba Padhna Ki Log Sune.nn10) Lafz Alhumdu Se Shuru Karna.nn11) ALLAH Ta’ala Ki Sana Karna.nn12) ALLAH Ta’ala Ki Wahdaniyat (Iktayi) Aur Huzoor Alaihissalatu Wasallam Ki Risaalat Ki Gawahi Dena.nn13) Huzoor Par Durood Bhejna.nn14) Kam se Kam Aayat Ki Tilawat Karna.nn15) Pehle Khutba Mein Waaz wa Naseehat Hona.nn16) Doosre Mein Humd wa Sana, Shahadat Aur Durood Ka iaada Karna.nn17) Doosre Mein Musalmano Ke Liye Dua Karna.nn18) Dono Khutbon Ka Halka Hona.nn19) Aur Dono Khtubon Ke Beech Teen Aayat Ki Miqdar Baithna.

Share your love