Woh kaunsi aayatein hai ki jinko Huzoor Sallallahu Alaihi Wasallam ? namaze Eidein mein padha karte the?

Jawab:nnMuslim shareef mein hai ki Hazrat Umar Bin Khattab (Radi’Allahu Anhu) ne Hazrat Abu Waqdi Laisi (Radi’Allahu Anhu) se pucha ki Eidein ki Namazo mein Rasool’Allah Sallallahu Alaihi Wasallam kya padha karte the toh aapne farmaya, Surah Qaaf Aur Surah Qamar.”nnIbne Kaseer Page 27, Ruku 15nAl Atqan 1/80nnMuslim shareef mein hi ek Doosri Hadees ke mutabiq Huzoor Sallallahu Alaihi Wasallam ? eidein ki namaz mein Surah Aala aur Surah Ghashiyah ki Tilawat farmaya karte the.nnIbne Kaseer Page 30, Ruku 12

Share your love