Kuch Naujawan Ladke Aur Ladkiya Legal Relationship (Yani Bagair Nikaah Ke Sath Rahna) Ke Bahane Ek Dusre Ke Sath Rahte Hai.

Shariyat Mein Ye Zina Aur Haram Hai. Ab Unse Jo Bachcha Paida Hua Wo Bhi Haram.

Ab Wo Ek Dusre Ke Sath Nahi Rehna Chahte. To Ab Shariyat Ki Roshni Mein Bachche Ki Parwarish Kiski Zimme Hogi.

Jawab:

Dono Mard O Aurat Gunahgar Mustahiqq E Azab E Naar Mustaujib E Gazab E Jabbar Murtakib E Kabeera Fasiq Hain.

Jo Zina Se Bachcha Paida Hua Uski Kifalat Maa Ke Zimme Hai.

Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar Al-Ifta Ridawi Amjadi

Share your love