Uske Husband Ke Sath Hinda Ke Dil Me Darr Hai Ki Sohbat Ke Waqt Kahi Zyada Taklif Hui To.nnIs Waja Se Wo Nahi Kar Pati Or Jab Karne Ki Koshish Karti Hai To Usku Ghabrat Pasina Hojate Or Abhi Uski Dawa Bhi Kar Rahe.nnYe Chiz Ku Lekar Uske Husband Bhi Pareshan Rehte Hai.nnIs Haal Me Kya Hinda Gunahgar Hogi.nnKyuki Abhi Tak Usne Apne Husband Ka Haq Ada Nahi Kiya.nn2 : OR Hinda Ka Dusra Suwal Ye He Ki Kya Is Surat Me Miya Biwi Ke Bich Sohbat Na Hone Se Walima Nahi Keh layega Kya?nnn3 : Yahi Baat Ku Lekar Fatima Ke Husband Ne Uske Uper Do Baar Hath Bhi Uthaya.nHath Uthna Jayez Hai Is Haal Me?nnANSWERnn1) Suhbat Ki Takleef Ke Guman Par Shauhar Ko Jima Se Rokna Jayez Nahin.nnnIs Soorat Me Aurat Gunahgaar Hai.nnn2) Agar Dono Me Tanhaai Hui.nnnMagar Suhbat Nahin Hui Aur Dosre Din Waleema Kar Liya To Waleema Ho Gaya.nnn3) Shauhar Is Soorat Me Gunahgaar Nahi.nnn????? ?????? ????nnn?????????????nKhalifa-E-Huzoor TajushshariahnMufti Dilshad Ahmad Qadri Razvi AmjadinKhadim Dar Al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????