Islam Me Ladka Aur Ladki Ko Kitne Saal Tak Doodh Peelane Ki Izajat Hai ?

2 Saal Tak Ladka ho Ya Ladki.nnMas’Ala : Bachha ko 2 Baras tak doodh pilaya jaaye is se jyaada ki izajat nahi doodh peene waala ladka ho ya ladki.nnAur yah jo Baaz Awaam me mashhoor hai ki ladki ko 2 Baras tak Aur Lad ke ko 2/5 (Dhai) Baras tak peela sakte hai.nnYah sahi nahi Yah Hukm Doodh peelane ka hai Aur Nikah Haraam hohne ke liye 2/5 (Dhai) Baras ka Jamaana hai.nnYa’ani 2 Baras ke Baad Agarche Doodh Peelana Haraam hai.nnAgar 2/5 (Dhai) Baras ke Andar Agar Doodh piladegi Hurmate Nikah saabit ho jaayegi Aur uske baad peeya to Hurmate Nikah nahi.nnAgarche peelana jaayez nahi.nnMas’Ala : Muddat puri hone ke baad Bataure Ilaaj bhi doodh peena, Ya peelana Jaayez nahi.nnDurre MukhtaarnnBahare shariat Hissa 07 Safa 25 nn??????????????nKhalifa e Huzoor TajushshariahnMufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi AmjadinKhadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????nn 

Share your love