Agar Najasate Khafifa Lag Jaye To Namaz Ka Kya Hukm Hai?

Jawab:

Najasate Khafifa Kapde, Ya Badan Ke Jis Hissa Mein Lagi Hai Agar Uski Chauthaayi Se Kam Hai.

Masalan Daaman Mein Lagi Hai To Daaman Ki Chauthaayi Se Kam Hai.

Ya Aasteen Mein Lagi Hai To Uski Chauthaayi Se Kam Mein Lagi Hai.

Ya Hath Mein Hath Ki Chauthaayi Se Kam Lagi Hai To Maaf Hai Aur Agar Poori Chauthaayi Mein Lagi Ho To Bagair Dhoye Namaz Na Hogi.

Anware Shariat Hindi P39

Share your love