Huzoor ? ke zamane me Masjid E Nabvi ki Mikdarr kitni thi?nnRoza E Anwar par Nazar (dekhna) bhi ibadat hai Jaise Ka’aba E Muazzama Ya Quran majid ka dekhna to Adab ke saath uski kasrat karo Aur Darood wa salam Arz karo,nnPanjagaana ya kam se kam Subah wa shaam muwaajaha sharif me salam Raz kare ke liye haajir ho,nShahar me ya shahar se bahar jahaan kahi gumbade mubarak par najar pade Fauran dastbasta udhar muh karke salaat wa salam Arz karo be-iske hargiz hargiz na gujro ki Adab ke khilaf hai.nnJahaan tak ho sake koshish karo ki masjide Awwal yaani Huzoor ? ke zamaana E Mubadaja me jitni thi usme namaaz padho Aur uski Mikdaar 100 Haath Lambai Aur 100 Haath Chaudai. Agarche Baad me Jo kuch izafa huwa hai usme namaz padhna nahi masjid e nabavi hai me padhna hai.nnQabre karim ko hargiz peeth na karo Aur jahan tak ho sake namaz me bhi Aisi jagah na khade ho peeth karni pade.nnRiza E Anwar ka na takwa karo ma sajda na itna zhukna ji Ruku ke Baraabar Ho Rasoolullah ? ki Ta’azim unki Ita’At me hai.nnBahare sharee’at Hissa 06 Safa 141,142 nn??????????????nKhalifa e Huzoor TajushshariahnMufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi AmjadinKhadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????nn