Ke Tum (Musalman) Apna Mazhab Fatwo Me Dekh Rahe Ho Or Wo Vote Dete Waqt Apna Mazhab.nnGair Qaumo Me Bhi Bahut Firqe Hai.nnLekin Sirf Musalman Qaum Aisi Hi Puri Duniya Me Jo Aapasi Firqo Me Ladh Rahi Hai.nnIn Dono Sawal Me Ye Kehte Hai Ke Hum Siyasi Ehtebar Se Aisa Keh Rahe Hai.nnApna Deen Chorne Ke Liye Nhi.nnBaraye Karam Is Baat Par Zaroor Roshni Daliye Or Koi Sharai Hawala Sath Hoto Or Behtar Hoga.nnANSWERnnHaq Ne Kabhi Baatil Ka Sath Qubool Na Kiya Na Usko Haq Jaana.nnHuzoor E Akram ? Ne Gazwa E Badr Ke Mauqe Par Badmazhabo O Yahudiyo Ki Madad Qubool Na Farmaayi.nnShariat Siyaasat Se Barh Kar Hai.nnSiyaasat Me Hame Ye Hargiz Gawara Nahi Ke Hum Kisi Badmazhab Ko Haq Jaane.nnHaan Siyaasi Chaara Jui Ke Liye Unhe Kafir Jante Hue Kaam Kiya Jaaye To Jawaaz Ki Surat Ulama Bayan Farmaate Hain.nn??????????????nKhalifa E Huzoor TajushshariahnMufti Maqsood Akhtar QadrinKhadim Dar Al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????