Zaid Se Jab Bhi Koi Achchi Baat Ya Kisi Buzurg Ka Waqiya Sunao To Woh SubhanAli Kehta Hai

Bajaye SubhanAllah Ke. Toh Kiya Aisa Kehna Durust Hai?

Jawab:

Ali Asma E Ilahiyah Se Bhi Hai.

Lehaza Subhanal Ali Kehne Wale Ki Muraad Allah Taala Ki Hi Tasbeeh Hai To Durust Hai.

Jab Ke Gairullah Ke Liye Subhan Ka Istemal Kufr Hai.

Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi

Share your love