Is Par Bakr Ne Zaid Se Kaha Ki Tum Sachche Aashiq E Rasool Nahi Ho.nnKya Sirf Namazo Ki Pabandi Na Karne Ke Buniyad Par Bakr ka Aisa Kehna Ki Tum Sachche Aasiq E Rasool Nahi Ho. Toh Aisa Kehne Par Bakr Par Kuch Hukum Lagega?nnAur Zaid Ka Dawaa Karna Aashiq E Rasool Aur Namazo Ki Pabandi Na Karne Par Kya Hukum Hoga?nnJawab:nnMazkoora Mukaalma me Bakr ka Qaul durust hai.nnZaid Ka Ye Daawa Galat hai ke Wo Sachcha Ashiq e Rasool hai ke Rasool e Akram ? ne to irshad farmaya “Meri Ankho ki Thandak Namaz Se Hai” Aur Ishq e Rasool Ka Daawa karne Waala Usi Par Amal Paira nahi.nnYe Kaisa Aashiq e Rasool hai?nnNamaz ki baat to door Daarhi Sunnat e Rasool ke Mutabiq Na Rakhne Waala Bhi Sachcha Aqshiq e Rasool nahi ho sakta.nn??????????????nKhalifa e Huzoor TajushshariahnMufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi AmjadinKhadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????