Hazrat Namaz Mein Ya khaana khate waqt topi pehna kaha se sabit hai.

Kya Ye sunnat tarika hai.nnYa sirf adab ke lihaz se hai ?nnJawab :nnNamaz me sar dhankne se Muta’lliq Huzoor sadrushshari’ah badruttariqah ???? ?????? ???????? irshad farmate hain.nnSusti se nange sar namaz parhna ya’ni topi pahenna bojh ma’loom hota ho ya garmi ma’loom hoti ho makrooh e tanzihi hai aur agar tahqeer e namaz maqsood hai.nnMaslan namaz koi aisi muhtam bishshan chiz nahi jiske liye topi imamah pahna jaaye to ye kufr hai aur khushu o khuzu ke liye sar bar’hana (nange sar) parhi to mustahab hai.nnNamaz me topi gir padi to utha lena afzal hai.nnJabke amal e kaseer ki haajat na pade warna namaz fasid ho jaayegi aur baar baar uthani pade to chhor de aur na uthane se khuzu maqsood ho to na uthana afzal hain(Bahar e shari’at hissa 3 safah 171 makroohaat ka bayan)nnHadees shareef me hai sakar e aqdas ??? ???? ????? ???? ???? irshad farmate hain ke hamare aur mushrikeen ke maa bain ye farq hai ke hamare imaame topiyo par hote hainn(Tirmizi shareef / Bahar e shari’at hissa16 safah 41 libas ka bayan)nnAur rahi baat khana khate waqt to ye khane ke Adaab se hai ke Sar dhank kar khaya jaaye aur topi pahenna Momin ki shan aur kuffar se imtiyaz ka ek Nishaan o Alaamat hai.nnWa-Allahu Ta’ala A’lamnn??????????????nKhalifa-E-Huzoor TajushshariahnMufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi nKhadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????

Share your love