Hadees aur sunnat mein kiya farq hai

Dono ek hi hain, ya alag alag hain? Aur kya baat hai ki hum khud ko ahlesunnat kehalwate hain, ahle hadees nahi?

Jawab:

Hadees Kehte Hain Huzoor Sallallahu Alahi Wasallam ke Qaul o Amal ko.

Jab Ke Sunnat ka Maana hai Tareeqa

Urfi Maana mein is darmiyaan Aam khas ki Nisbat hai ke Har Sunnat Hadees hai.

Magar Har Hadees ka Sunnat hona zaruri nahi.

Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi

Share your love