Ya Reception Mein Shirqat Kiya, To Uske Liye Shariyat Ka Kya Huqm Hai.
Jawab:
Badmazhab Jiski Badmazhabi Hadd E Kufr Ko Pahoch Gayi Uska Nikah, Nikah Nahi Balke Haraam Kaari Hai.
Is Mahfil Mein Jo Log Hazir Hue Sab Gunahgar Saza Waar, Unhe Chahiye Ke Tauba Aur Ehtiyaatan Tajdeed E Iman O Nikah Bhi Karein.
Jis Molvi Ne Unhe Wahabi Jaante Hue Nikah Parhaya Wo Bhi Tauba O Tajdeed E Iman O Nikah Karein.
Warna Awaam Unse Talluq Na Rakhein.
Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar Al-Ifta Ridawi Amjadi