Hazrat kisi haraam e qatai kaam ko jaayez samajh ke karna kaisa hai.

Ba’wajud samjhane ke khud ki taraf se kayas nikal ke jaayez samjhe to us shakhs ke baare me kufr ka huqm lagega ya nahi?nnJawab:nnAgar waaqai wo Haraam e Qatai hai.nnTo usko jaayez samajhna Kufr hai, aur aisa samajhne wala kafir.nn??????????????nKhalifa-E-Huzoor TajushshariahnMufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi AmjadinKhadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????

Share your love