Kya sunni Sahi ul Aqeeda agar kisi Deobandi, ya Ahle hadees ki nikah main shareek hua.
Kya uska nikah fasiq hoga aur nikah wapas karna hoga?
Jawab:
Deobandi, badmazhab jinki badmazhabi hadd e kufr ko pahoch chuki hai, uska nikah kisi se nahi ho sakta.
Agar use musalman samajhte hue nikah ko sahi samajhte hue usme shareek hua to tauba, tajdeed e iman lazim hai.
Warna gunahgar, to zarur hoga aur tauba zaruri hogi.
○●●●●●●●●●●●●○
Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
○●●●●●●●●●●●●○
- Advertisement -
Comments are closed, but trackbacks and pingbacks are open.