Aur Maslak-E-Aala Hazrat walo ka mazaq udaye aur 1 beti jo Maslak-E-Aala Hazrat ki manne wali ho.
To usey kya karna chahiye apne bhaiyon ke sath?
Aur agr bahan apne bhaiyo ko samjhati hai.
To bhai sab mazaq udate aur Biddati bolte hai aur Maa jo hai bete ki tarafdari karein.
To uss maa ke liye kya hukm hai.
Kya uss beti ko maa se rabta rakhna Chahiye?
Jabki maa khud bhi mureed ho koi silsile se aur Haq baat bolne se dare aur unki Kufr mein shak karein.
To kya unke inteqal karne ke baad beti apne maa bhai ke naam se khana gareebo mein khila sakti hai?
Jawab:
Agar waaqai maan bete sab deobandi ho chuke.
To unse qata e ta’lluq karle aur kisi tarah ka mel jol dosti rishtedari na rakhein.
Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi