Charo Mazhab Ke Charo Imamo Ke Naam Or Kaun Kiske Shagird Hai?

Jawab:nn1) Hazrat Imam e Azam Abu Haneefa ?????? ???? ???????? ???????.nnApke asaatiza me Hazrat Hammad bin Abi Sulaiman, Ataa bin abi rubaah, zaid bin ali Imam jaafar sadiq shamil hain.nn2) Hazrat Imam Malik ?????? ???? ???????? ???????.nnApke Asaatiza me Hazrat Naafe, ibn e shahab zohri, Abdur Rahman Awzaai, Ayyoob sakhtiyani, wagaira Ka Naam shamil hai.nn3) Hazrat Imam shafai ?????? ???? ???????? ???????.nnApke Asaatiza me Hazrat Imam Malik bin Anas, Muhammad bin hasan shaibani, Sufiyan bin uyaina, Lais bin Saad, Wakee bin jarrah shamil hain.nn4) Hazrat Imam Ahmad bin Hambal ?????? ???? ???????? ???????.nnApke asaatiza me ???? ?? ????? ?????? ????? ?? ?????? ??? ?????? ?? ????? ??? ????? ????? ?? ????? ??? ?? ???nnHazrat Imam Shafai, Sufiyan bin uyaina, Abdur Razzaq bin humam, Imam Abu Yusuf, Yahya bin moin, wagaira shamil hain.nnWa-Allahu Ta’ala A’lamnn??????????????nKhalifa e Huzoor TajushshariahnMufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi AmjadinKhadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????

Share your love