Agar Aqida Ahle Sunnat Wal jamat ke mutabik ho aur Allah o Rasoolﷺ, Sahaba, Ahle bait, Waliyo ka gustakh Na Aur kitna hi bada gunahgar ho aur wo Munafiq nahi.
Kya ye sahi baat hai?
Mai aapke jawab ka muntazir hu.
Jazakallhu Khairan
Jawab:
Munafiq se muraad munafiq e eiteqaadi nahin. Yaani gunhagaar sunni ka nifaaq, nifaaq e eiteqaadi nahin.
Balkeh amali hai.
Haan! agar aqeede mein nifaaq hai, to ab woh eitqaadan munafiq hai.
والله تعالى اعلم
○●●●●●●●●●●●●○
Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Dilshad Ahmad Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
○●●●●●●●●●●●●○
- Advertisement -