Hazrat Imam E Azam Abu Hanifa Alaihrehmah kis Buzurg se Mureed hue?
Jawab:
Us zamaane mein log Alag se Silsila e Bai’t se Munsalik nahi hote the.
Balke jo Ustad e Khaas hota unhi ko Murshid bhi Maante the.
Is etebaar se Gaaliban Hazrat e Hammad رضـــي الله تعـــالى عنــــه Ap ke Ustad e Khaas Aur Murahid hue.
Wa-Allahu Ta’ala A’lam
○●●●●●●●●●●●●○
Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
○●●●●●●●●●●●●○