Kisi Sunni Ne Bad Aqeede Ke Pichche Jaan Bujkar Namaz Padhi

To Shriyat Mein Uska Kya Hukam Hai. Uska Nikah Rahega Ya Nahi?

Jawab:

Jis Bad Aqeeda Ke Peeche Namaz Padha Agar Uski Bad Aqeedgi Hadd E Kufr Tak Pahunchi Hui Thi Aur Use Maloom Bhi Tha =.

Phir Bhi Uske Peechche Namaz Padha, To Is Soorat Mein Taubah O Tajdeed E Iman Karein.

Agar Biwi Wala Ho To Tajdeed E Nikah Bhi Karein.

Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Dilshad Ahmad Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar Al-Ifta Ridawi Amjadi

Share your love