AGAR KISI SHAKHS KA BAAP-DADA, GAIRE SAYYAD HAI, AUR WALIDA-DADI, SAYYAD.

TO AISE ME WAH SHAKHS SAYYAD HUWA YA GAIR E SAYYAD?nnANSWERnnSHARA ME NASAB BAAP SE LIYA JATA HAI.nnJINKE BAAP-DADA, PATHAN YA MUGAL YA SHAIKH HUWA, WO UNHI QAUMO SE HOGA.nnnAGARCHE USKI MAA AUR DAADI SAB SAYYA?DANI HUYI.nnnNABI ??? ???? ?????? ???? ???? NE SAHEEH HADEES ME FARMAYE HAI:nnJO APNE BAAP KE SIWA DUSRE KI TARAF APNE AAP KO NISBAT KARE, IS PAR KHUD ALLAH TAALA AUR SAB FARISHTO AUR AADMIYO KI LAANAT HAI.nnnALLAH TA’ALA QAYAMAT KE DIN NA ISKA FARZ QABOOL KARE NA NAFL.nnnMUKHTASARAN BUKHARI WA MUSLIM WA ABU DAUD WA TIRMIJEE WA NASAAI WAGAIRHUM NE YAH HADEES MOULA ALI KARMALLAHU TA’ALA WAJHU SE RIWAYAT KI HAI.nnnHAA ALLAH TA’ALA NE YAH FAZEE?LAT KHAAS, IMAAM HASAN WA IMAAM HUSAIN WA UNKE HAQEEQI BHAI BEHNO KO ATAA FARMAYA, RADIYALLAHU TAALA ANHUM AZMAEEN, KE WOH RASOOLALLAH ??? ???? ?????? ???? ???? KE BETE THAHRE.nnnFIR UNKI JO KHAAS AULAD HAI UNME BHI WAHI QAYEDA AAM ZAARI HUWA KE APNE BAAP KI TARAF MANSOOB HUWA.nnnIS LIYE SIBTAEEN KARIMAIN KI AULAD SAYYAD HAI NA KE BANATE FATIMA ??? ???? ????? ???? KI AULAD KE WOH APNE WALIDOON HI KI TARAF NISBAT KI JAYENGI.nnnFATAWA RAZVIYA SHAREEF, JILD-13, SAFA NUMBER-361nBAHARE SHARIAT, HINDI, HISSA-5, SAFA NUMBER-69

Share your love