Sunni Masjid Me Sunni Imam Ke Piche Agar Dusri Saf Me Koi Wahabi Bhi Namaz Padh Raha Hai

To Isse Namaz Me Koi Fark To Nahi Ayega?nnANSWERnnAgar Sunni Musalman Us Wahabi Ke Rokne Ki Qudrat Rakhte Hain Aur Use Roka Nahin To Jis Saff Mein Woh Khada Hoga Us Saff Walo Ki Aur Us Saff Se Pichhle Saff Walon Ki Namaz Makrooh E Tahreemi Hogi.nnnAur Agar Rokne Ki Qudrat Nahin Hai Aur Rokne Se Fitne Fasaad Honge Aur Sunni Musalman Uska Muqabla Na Kar Sakenge To Is Soorat Mein Karahat Na Hogi.nnn??????????????nKhalifa-E-Huzoor TajushshariahnMufti Dilshad Ahmad QadrinKhadim Dar Al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????

Share your love