Zaid har mahine unko profit me unka hissa deta tha. (Unke paiso ke hisab se unka jitna profit hota tha wo)nnAb zaid ke paise apne lendaro ke pass fas gaye. Usse apna business band karna pada.nnAb zaid ke rishtedar apna paisa mang rahe hai.nnAur zaid unhe dene se mana kar raha hai.nnZaid ka kehna hai ke usne aapko Profit diya to jo loss hua usme bhi aapka hissa hona chahiye.nnKiya zaid ka aisa kehna durust hai?nnJawab:nnKarobar me Profit ke jitne percent par partner ke sath raza mandi ho jaaye, utna percent dena lazim hai aur Nuqsan hone par jiska jitna percent paisa laga hai, uska utna nuqsan mana jayega.nn??????????????nKhalifa-E-Huzoor TajushshariahnMufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi AmjadinKhadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????