Ghusl karne ke baad namaz ke liye wazu karna zaroori hai

Ya wazu nahi kiya to bhi chalega?

Jawab:

Agar Waaqai Usne Ghusl E Saheeh kiya hai, yaani Ghusl ke Faraiz ada karte hue us ehtebaar se ghusl kiya hai.

To usse Namaz parh sakta hai.

Magar Ghusl mein hi wazu kar lena Sunnat hai.

Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi

Share your love