Jumme ka ghusl or agar napak bhi ho, to dono ke liye do niyat karna padega
Ya sirf jumme ka ghusl ka hi niyat karna padega.
Jawab:
Dono ki niyat karein, ya ek ki, ya kuch niyat na karein, ghusl ho jayega.
Kyuke ghusl me niyat farz nahi, balke sunnat hai.
○●●●●●●●●●●●●○
Khalifa e Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
○●●●●●●●●●●●●○
- Advertisement -
Comments are closed.