Wazu 16 Cheeze Sunnat Hai.
Wazu Ki Sunnatein
1) Wazu ki niyat karna.
2) Bismillah shareef padhna.
3) Pehle dono hatho ko 3 martaba dhona.
4) Miswaq karna.
5) Dahine (right) hath se 3 martaba kulli karna.
6) Dahine (right) hath se 3 martaba naak mein pani chadana.
7) Bayein (left) hath se naak saaf karna.
8) Dhadi ka ungliyo se khilal karna.
9) Haath pao ki ungliyo ka khilal karna.
10) Har a’uzu ko 3-3 bar dhona.
11) Pure sar ka ek bar mash karna.
12) Tarteeb se wazu karna.
13) Dadhi ke jo baal muh ke dayire ke niche hai in per geela hath phira lena.
14) A’aza ko lagatar dhona ke ek A’uzu sukhne se pehle hi dusre A’uzu ko dho lena.
15) Kaano ka masah karna.
16) Har makroohat se bachna.
Bahar-E-ShariAt Aur Aalamgiri
Khalifa e Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi