ANSWERnnHaan Sacchhey Muhibbaan E Ahl E Bait E Kiraam Ke Liye Roaz E Qiyamat NE?MATEIN, BARKATEIN, RAHATEIN Hai.nnTibraani KI HADEES Mein Hai KinHuzoor E Aqdas Sallallahu Ta?ala Alaihi Wasallam Ne Farmaya,nnn?Ham Ahl E Bait Ki Muhabbat Laazim Pakado, Ke Jo ALLAH Se Hamaari Dosti Ke Saath Milega.nnWoh Hamari Shafa?at Se Jannat Mein Jayega.nnQasam Uski Jiske Haath Mein Meri Jaan Hai. Ke Kisi Bandey Ko Uska Amal Nafa?a Na Dega, Jab Tak Hamara Haq Na Pehchaane?n(Al Mo?jamul Ausat , Hadees No 2251 , 3/122)nnFatawa E Razawiyah Shareef, Vol 22, Page 420 ? 421