Fajr aur asar ke farz namaz ada karne ke baad nafil ki mumaaniyat kyu aai hai zara wazahat farma dein
Jawab:
Isliye ke Sahih Hadees ki Kitaabo me iska zikr hai ke Rasoolullah ﷺ ne Baad Namaz e asr se Guroob e Aftab tak aur Baad Namaz e Fajr se Tulu e Aftab tak Namaz se Mana Farmaya.
○●●●●●●●●●●●●○
Khalifa e Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
○●●●●●●●●●●●●○
- Advertisement -
Comments are closed.