Fajr aur asar ke farz namaz ada karne ke baad nafil ki mumaaniyat kyu aai hai zara wazahat farma dein

Jawab:nnIsliye ke Sahih Hadees ki Kitaabo me iska zikr hai ke Rasoolullah ? ne Baad Namaz e asr se Guroob e Aftab tak aur Baad Namaz e Fajr se Tulu e Aftab tak Namaz se Mana Farmaya.nn??????????????nKhalifa e Huzoor TajushshariahnMufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi AmjadinKhadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????

Share your love