Jo Log Hajj Par Jate Hai Waha Jo Qurbani Karte Hai
Woh Qurbani Ke Alawa Bhi Uske Upar Jo Eid-ul-Azha Me Farz Qurbani Karte Hai.
Woh Baki Rahegi Ya Jo Makkah Sharif Me Qurbani Ki Woh Adaa Ho Jayegi
Matlab
Dono Jagah Qurbani Karni Hogi?
Huzur Baraye Maherbani Rehnumayi Farmaye.
Jawab:
Agar Haji Eid-ul-Az’ha Ke Waqt Musafir Hai, to Us Par Eid Wali Qurbani Wajib Nahi.
○●●●●●●●●●●●●○
Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
○●●●●●●●●●●●●○
- Advertisement -
Comments are closed, but trackbacks and pingbacks are open.