To jaldi hi use hajj karna farz hoga.
Jawab:
Agar wo Makka sharif mein Hajj ke Dino tak reh sakta hai.
Yaani visa wagaira uske paas itne dino ka hai to us par hajj farz hoga warna nahi.
Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi