Kisi Sunni Masjid Main Jumma Padhne Gaya. To Dekha Ke Imam Fasiq Hai

Yani Daarhi Katane Walo Main se Hai Aur Unki Daarhi Choti Choti.nnTo is Surat Main Kya Majbooran Unki Imamat Main Jumma ki Namaz Ada Ki Jasakti Hai ?nnJawab:nnAgar Jumuah Ki Namaz me Khateeb Fasiq Ho aur Us Masjid ke Siwa Koi Aisi Masjid Wahan Nahi Ke Jahan Gair Fasiq Jame e Sharaait e Imamat Imam Ho to Us Fasiq ke Iqteda Me Jumma Ada Kar Le Aur Baad me Zohar e Ehtiyaati Bhi Parh Le.nnMagar Jumma Na Chhore.nn??????????????nKhalifa-E-Huzoor TajushshariahnMufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi nKhadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????

Share your love