Kya koi mard jiska pair kharab ho namaz ke Arkaan na ada hote ho
Sajde ke waqt pair ki ungliyon ka qible ki taraf na hona, iqamat ke waqt ek pair upar doosra pair rakhna.
Kya woh banda imamat kar sakta hai?
Jawab:
Agar waaqai Uzr ki wajah se wo Sajde me paao zameen par sahi tarah nahi laga paata.
To uske peeche Sabki Namaz ho jaayegi.
○●●●●●●●●●●●●○
Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
○●●●●●●●●●●●●○
- Advertisement -
Comments are closed, but trackbacks and pingbacks are open.