Agar Koi Shakhs Aalim e Deen Mufti Ko Ya Molvi Ko Jahil Kahe To Uspar Kya Huqam Lagega ?
Jawab:
Koi Waaqai Aalim e Deen Hai aur Sahi Masail Bayan Karne Par Use Jahil Kaha Jaaye.
To Agar Ye Zaati Dushmani Ki Wajah Se Hai to Gunaah Aur Agar Uske Ilm e Deen Ki Wajah Se Aisa Kahe to Haraam.
Balke Kufr Bhi ho Sakta Hai.
○●●●●●●●●●●●●○
Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi
○●●●●●●●●●●●●○
- Advertisement -
Comments are closed, but trackbacks and pingbacks are open.