Agar Imam sahab kabhi, kabhi namaz padhte waqt samne ki Deewar ki taraf dekh lete hain

To is fail se namaz me koi karahat aayegi ya nahi Aur aise Imam ke pechhe Namaz Padhein ya nahinnAgar nahi to Jamat chhodne ka gunah hoga ya nahi?nnJawab:nnNamaz me Nazr e neechi rakhna mustahab hai.nnAgar kabhi imam ki nazar samne ki taraf gayi to usse Namaz me khalal na aayega aur iqteda durust hogi.nn??????????????nKhalifa-E-Huzoor TajushshariahnMufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi nKhadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????

Share your love